Song 1
Meri subah ho tumhi
Aur tumhi shaam ho
Tum dard ho
Tum hi aaraam ho
Meri duaaon se aati hai
Bas yeh sada
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida
Song 2
Janam janam janam
Saath chalna yunhi
Kasam tumhe kasam
Aake milna yahin
Ek jaan hai bhale
Do badan ho juda
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida